Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aa teri tasveer bana looooon main apni taqdeer bana loon dil ke kore kaagaz par ulfat ki lakeer bana loooon aa teri tasveer bana looooon main apni taqdeer bana loon aaaaa bas isi tarah tum hansti raho sharmaati raho bas hansti raho bas isi tarah tum hansti raho sharmaati raho bas hansti raho bas isi tarah inn aankhon se tum nayi adaa dikhlaati raho dekh tumhari pyraari jhanki main bigdi taqdeer bana loon aa teri tasveer bana looooon main apni taqdeer bana loon aaaaa masti se jhoome teri adaa kuchh apna pata naa ho dil ka pata masti se jhoome teri adaa kuchh apna pata naa ho dil ka pata main tab tak hosh mein aa naa sakun jab tak naa mile daaman se hawa dil tere haathon mein de kar dil ka daman gir bana loon aa teri tasveer bana looooon main apni taqdeer bana loon dil ke kore kaagaz par ulfat ki lakeer bana loooon aa teri tasveer bana looooon main apni taqdeer bana loon aaaaa
aa tu aa zara dil mein aa dil mein aa ke phir nahin jaa tu hai haseen main hoon jawaan aa jaa dilrubaaa aaaa aa tu aa mujhe apna bana dil se dil ke taar mila main hoon zameen tu hai gagan mausam albelaaa aa tu aa mujhe apna bana neeli ghata chhane lagi dil ki lehar gaane lagi neeli ghata chhane lagi dil ki lehar gaane lagi mann ka mor machaye shor ishq pe kya kisi ka jor o meri duniyaaaaa aa tu aa zara dil mein aa dil mein aa ke phir nahin jaa tu hai haseen main hoon jawaan aa jaa dilrubaaa aa tu aa zara dil mein aa khilte kamal lehraayen dil mein agan sulgaayen khilte kamal lehraayen dil mein agan sulgaayen tujh se jab se aankh lagi uss din se naa aankh lagi aur nahin sulgaaa aa tu aa mujhe apna bana dil se dil ke taar mila main hoon zameen tu hai gagan mausam albelaaa aa tu aa mujhe apna bana baadal parbat ko chumen dil paagal ban kar jhoomen baadal parbat ko chumen dil paagal ban kar jhoomen teer hawa ka tann pe lage mann mein meetha dard jage tu hi dawaa ban
aa zara mere humnasheen thaam le mujhe thaam le aa zara mere humnasheen thaam le mujhe thaam le zindagi se bhag kar aaya hoon main mujhe thaam le aa zara mere humnasheen thaam le mujhe thaam le aa zara apni hasti se khud main pareshan hoon jiski manzil nahin aisa insaan hoon apni hasti se khud main pareshan hoon jiski manzil nahin aisa insaan hoon main kahan tha kahan se kahan aa gaya kya se kya ho gaya main bhi hairaan hoon aa zara mere humnasheen thaam le mujhe thaam le aa zaraa bujh gaya bhi to kya apne dil ka diya ab na royenge hum roshni ke liye bujh gaya bhi to kya apne dil ka diya ab na royenge hum roshni ke liye dil ka shisha jo toota to ghum kyun karen dard kaafi hai bas zindagi ke liye aa zara mere humnasheen thaam le mujhe thaam le aa zara raat aati rahi raat jati rahi mere ghum ka na lekin sawera hua raat aati rahi raat jati rahi mere ghum ka na lekin sawera hua apne apne naseebon ki baaten hai ye jo mila humko uska bahut shukriya aa zara mere
aaaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaaa aaaaaa juda hoke bhi tu mujh mein kahin baaki hai palkon mein banke aansoo tu chali aati hai juda hoke bhi waise zinda hoon ae zindagi bin tere main dard hi dard baaki raha hai seene mein saans lena bhar hi yahan jeena nahin hai ab to aadat si hai mujhko aise jeene mein juda hoke bhi tu mujh mein kahin baaki hai palkon mein banke aansoo tu chali aati hai saath mere hai tu har pal shab ke andhere mein paas mere hai tu har dum ujale savere mein dil se dhadkan bhula dena aasaan nahin hai ab to aadat si hai mujhko aise jeene mein juda hoke bhi tu mujh mein kahin baaki hai palkon mein banke aansoo tu chali aati hai aaaaaaaaaaaa ab to aadat si hai mujhko aise jeene mein heyheyyyyyyy oooooooooo ooooo ye jo yaadein hain ye jo yaadein hain sabhi kaatein hain kataa do inhe kataa do inhe kataa do inhe ab to aadat si hai mujhko
aadhaa hai chandramaa raat aadhi aadhaa hai chandramaa raat aadhi reh na jaaye teri meri baat aadhi mulaaqaat aadhi aadhaa hai chandramaa raat aadhi reh na jaaye teri meri baat aadhi mulaaqaat aadhi aadhaa hai chandramaa piyaa aadhi hai pyaar ki bhaashaa aadhi rehne do mann ki abhilaashaa piyaa aadhi hai pyaar ki bhaashaa aadhi rehne do mann ki abhilaashaa aadhe chhalke nayan aadhe dhalke nayan aadhi palkon mein bhi hai barsaat aadhi aadhaa hai chandramaa raat aadhi reh na jaaye teri meri baat aadhi mulaaqaat aadhi aadhaa hai chandramaa aas kab tak rahegi adhoori pyaas hogi nahin kyaa ye poori aas kab tak rahegi adhoori pyaas hogi nahin kyaa ye poori pyaasaa pyaasaa pawan pyaasaa pyaasaa gagan pyaase taaron ki bhi hai baaraat aadhi aadhaa hai chandramaa raat aadhi reh na jaaye teri meri baat aadhi mulaaqaat aadhi aadhaa hai chandramaa sur aadhaa hi shyaam ne saadhaa rahaa raadhaa kaa pyaar bhi aadhaa sur aadhaa hi shyaam ne saadhaa rahaa raadhaa kaa pyaar bhi
Aadhi Aadhi Raat Meri
aye aadhi baat ho chuki tu aadhi baat kar le are aadhi baat ho chuki tu aadhi baat kar le aaj ki iss raat ko suhaag raat kar le bhar le mere pyaar se bhar le mere pyaar se tu sooni maang bhar le aadhi baat ho chuki tu aadhi baat kar le aaj ki iss raat ko suhaag raat kar le aisi haseena haath naa aayi to marr jaaunga marr bhi gaya to khuda ko kaise munh dikhlaaunga aisi haseena haath naa aayi to marr jaaunga marr bhi gaya to khuda ko kaise munh dikhlaaunga chaahe aankh dikha chaahe shor macha chaahe aankh dikha chaahe shor macha main baaz na aaunga are aa jaa meri baahon mein aa jaa meri baahon mein tu pyaar se sanwar le aadhi baat ho chuki tu aadhi baat kar le aaj ki iss raat ko suhaag raat kar le kamre mein hain do pyaase dil aur darwajja band sej saji hai saji hai dulhan hai taqdeer buland kamre mein hain do pyaase dil aur darwajja band sej saji hai saji hai dulhan hai taqdeer buland ek pal mein use haasil kar loon ek pal mein use haasil kar loon dil kar le jise
aadhi sachchi aadhi jhoothi teri prem kahani o o o o aadhi sachchi aadhi jhoothi teri prem kahani ya to poora sachha ho ja ya phir kar le beimani sajan farebiya farebi sajanaa ho sajan farebiya farebi sajanaa poori solah aane sachchi meri prem kahani sun sun sun poori solah aane sachchi meri prem kahani is mein doodh hi doodh nahin zara sa bhi paani chanchal goriye ganne diye poriye ho chanchal goriye ganne diye poriye nain milaata kyun nahin re paas bithata kyun nahin re o ho ooo o ho ooo nain milaata kyun nahin re paas bithata kyun nahin re ho main tere baag ki bulbul tujhko chhed chhed udd jaaun jaal bichhata kyun nahin re aankha meech ke pee le pee le hmmmmm aankha meech ke ek ghunt pee le meri chadhati jawani sajan farebiya farebi sajanaa ho sajan farebiya farebi sajanaa poori solah aane sachchi meri prem kahani is mein doodh hi doodh nahin zara sa bhi paani chanchal goriye ganne diye poriye ho chanchal goriye ganne diye poriye aao baitho paas zara baatein
aadhi ye raat jale poora wo chaand jale jalta hai dil mil jao mil jao mil jao mil jao mil jao aadhi ye raat jale poora wo chaand jale jalta hai dil mil jao mil jao mil jao mil jao mil jao chubhne lage ye chandni dasne lagi pagal hawa phoolon se kya khushboo udi chhane laga ye kya nasha aur bhi paas aao aa jaao mil jaao aadhi ye raat jale poora wo chaand jale jalta hai dil mil jao mil jao mil jao mil jao mil jao sulge ye tan pighale badan ye kya agan man mein jagi seene mein dam ghutne laga har saans kyun rukne lagi aur bhi paas aao aa jao mil jao aadhi ye raat jale poora wo chaand jale jalta hai dil mil jao mil jao mil jao mil jao mil jao aankhon mein phir shamma jale zulfon ki phir jhoome ghata tapte huye hoton se phir do jaam hum pee len zara aur bhi pass aao aa jaao aa jaao aadhi ye raat jale poora wo chaand jale jalta hai dil mil jao mil jao mil jao mil jao mil jao
aadmi jo kehtaa hai aadmi jo suntaa hai zindagi bhar wo sadaayein peechha karti hain aadmi jo kehtaa hai aadmi jo suntaa hai zindagi bhar wo sadaayein peechha karti hain aadmi jo detaa hai aadmi jo letaa hai zindagi bhar wo duaanyein peechha karti hain koi bhi ho har khaab to sachcha nahin hota koi bhi ho har khaab to sachcha nahin hota bahot zyaada pyaar bhi achchha nahin hota kabhi daaman chhoodana ho to mushkil ho pyaar ke rishte tootein to pyaar ke raste chhootein to raaste mein phir wafaayein peechha karti hain aadmi jo kehtaa hai aadmi jo suntaa hai zindagi bhar wo sadaayein peechha karti hain kabhi kabhi mann dhoop ke kaaran tarastaa hai kabhi kabhi mann dhoop ke kaaran tarastaa hai kabhi kabhi phir jhoom ke saawan barastaa hai palak jhapke yahan mausam badal jaaye pyaas kabhi mitti nahin ik boond bhi milti nahin aur kabhi rimjhim ghataayein peechhaa karti hain aadmi jo kehtaa hai aadmi jo suntaa hai zindagi bhar wo sadaayein peechha karti hain aadmi jo
aadmi musafir hai aata hai jaata hai aate jaate raste mein yaaden chhod jaata hai aadmi musafir hai aata hai jaata hai aate jaate raste mein yaaden chhod jaata hai aadmi musafir hai aadmi musafir hai jhonka hawaa kaa paani kaa relaa jhonka hawaa kaa paani kaa relaa mele mein reh jaaye jo akela mele mein reh jaaye jo akela phir wo akela hi reh jaata hai aadmi musafir hai aata hai jaata hai aate jaate raste mein yaaden chhod jaata hai kab chhodta hai ye rog jee ko kab chhodta hai ye rog jee ko dil bhool jaata hai jab kisi ko dil bhool jaata hai jab kisi ko wo bhool kar bhi yaad aata hai aadmi musafir hai aadmi musafir hai aata hai jaata hai aata hai jaata hai aate jaate raste mein yaaden chhod jaata hai aadmi musafir hai aadmi musafir hai kya saath laaye kya tod aaye kya saath laaye kya tod aaye raste mein hum kya kya chhod aaye raste mein hum kya kya chhod aaye manzil pe jaa ke yaad aata hai aadmi musafir hai aata hai jaata hai aate jaate raste mein yaaden chhod
koi kaam nahin hai mushkil jab kiya iraada pakka ke main hoon aadmi sadak ka ke main hoon aadmi sadak ka koi kaam nahin hai mushkil jab kiya iraada pakka ke main hoon aadmi sadak ka ke main hoon aadmi sadak ka peechhe hat jaaun yeh maine seekha nahin peechhe hat jaaun yeh maine seekha nahin hogi manzil kahaan yeh bhi socha nahin jab badha hausla ghat gaya phaasla jab badha hausla ghat gaya phaasla rokne se kisi ke main rukta nahin himmat hi mera tanga himmat hi mera ekka ke main hoon aadmi sadak ka ke main hoon main hoon main hoon main hoon aadmi sadak ka koi kaam nahin hai mushkil jab kiya iraada pakka ke main hoon aadmi sadak ka ke main hoon aadmi sadak ka ek sadak hai yeh insaan ki zindagi ek sadak hai yeh insaan ki zindagi iske har mod par milte ghum aur khushi jo bhi ghabraaya woh reh gaya raah mein jo bhi ghabraaya woh reh gaya raah mein aur gaya jo usi ko hai manzil mili thokar ko maari thokar dhakke ko maara dhakka ke main hoon aadmi sadak ka koi kaam nahin
baat itni si hai keh do koi deewano se baat itni si hai keh do koi deewano se aadmi wo hai jo khela kare toofanon se aadmi wo hai jo khela kare toofanon se baat itni si hai keh do koi deewano se aadmi wo hai jo khela kare toofanon se nayi manzil nayi raahon pe chale hain hum to ye bhi maaloom hai kaanton pe pale hain hum to ghum bhi dar jaata hai hum jaisi hi mastaanon se ghum bhi dar jaata hai hum jaisi hi mastaanon se aadmi wo hai jo khela kare toofanon se aadmi wo hai jo khela kare toofanon se baat itni si hai keh do koi deewano se aadmi wo hai jo khela kare toofanon se apni taqdeer pe rona badi naadani hai jaan si cheez ko khona badi naadani hai kuchh to dheeraj rakho keh do koi naadaanon se kuchh to dheeraj rakho keh do koi naadaanon se aadmi wo hai jo khela kare toofanon se aadmi wo hai jo khela kare toofanon se baat itni si hai keh do koi deewano se aadmi wo hai jo khela kare toofanon se zindagi wo hai chaman phool bhi khil jaate hain dil ke tukde jo
aadmi zindagi aur ye aatmaa aadmi zindagi aur ye aatmaa dhundhte hain sabhi tujhko parmaatma ye milan jo karaaye wo vishwatma vishwatma ye milan jo karaaye wo vishwatma vishwatma aadmi zindagi aur ye aatmaa aadmi zindagi aur ye aatmaa dhundhte hain sabhi tujhko parmaatma ye milan jo karaaye wo vishwatma vishwatma ye milan jo karaaye wo vishwatma vishwatma aaj ke din main aakash se gir pada pehle chhota sa tha ho gaya ab bada aaj ke din main aakash se gir pada pehle chhota sa tha ho gaya ab bada waqt rehta nahin ik jagah pe khada chalta rehta hai ye umra ka kafila aadmi zindagi aur ye aatmaa aadmi zindagi aur ye aatmaa dhundhte hain sabhi tujhko parmaatma ye milan jo karaaye wo vishwatma vishwatma ye milan jo karaaye wo vishwatma vishwatma ek ghar mein bhi har ek se hain alag dekhte hain alag sochte hain alag ek ghar mein bhi har ek se hain alag dekhte hain alag sochte hain alag hum alag kyun na hon hum bane hain alag pyaar ne kar diya par humen ek saath aadmi
hmmm aafat duniya aaaa duniya duni ya duni ya duniyaaaa tune aankhon se pilaayi daaru pee jaaungi kaise ghar jaaungi yahin gir jaaungi main toh kali hoon tu chhuega toh khil jaaungi teri ban jaaungi tujhe mil jaaungi haan jab move kare tu jab grove kare tu laati hai qayamat jawaani teri aafat jawaani teri aafat jawaani teri aafat jawaani teri aafat bhagwaan ke liye chhod do mujhe na toh chal paaungi na sambhal paaungi teri baahon mein na aayi toh kidhar jaaungi tu na bach paayega main na bach paaungi tune haath jo lagaaya main toh jal jaaungi ho tu aag main paani kahaan chali deewaani aa seene se lipat jawaani teri aafat jawaani teri aafat jawaani teri aafat jawaani teri aaaa jawaani teri aafat
aag hai lagi huyi aag hai lagi huyi har taraf yahaan wahaan jal rahi hai ye zameen jal raha hai aasmaan aag hai lagi huyi har taraf yahaan wahaan jal rahi hai ye zameen jal raha hai aasmaan aag hai lagi huyi dil kya hai ha ha kaanch ka khilona hai sapan ek salona hai dil bada naazuk hai ye toot naa jaaye kahin khelte hain dil se jo ye khabar unko nahin dil bada naazuk hai ye toot naa jaaye kahin khelte hain dil se jo ye khabar unko nahin dil gaya to kya raha dil ke saath hai jahaan jal rahi hai ye zameen jal raha hai aasmaan aag hai lagi huyi cheez kya hai pyaar ye ik dawaa hai yaar ye ye dawaa kabhi kabhi ghum ka jaam ban gayi zindagi ki har suhab ek shaam ban gayi roshni chali gayi roshni chali gayi reh gaya dhuwaan dhuwaan jal rahi hai ye zameen jal raha hai aasmaan dor toot jaati hai jode gaanth aati hai shaadi aur byaah hai rishtaa aitbaar ka saat janam ke vaaste ek waada pyaar ka shaadi aur byaah hai rishtaa aitbaar ka saat janam ke vaaste ek waada pyaar ka
hey aag laga di paani mein dekho bhari jawaani ne loot liya hai dil sab ka haye jannat ki raani ne haye jannat ki raani ne aag laga di paani mein dekho bhari jawaani ne loot liya hai dil sab ka haye jannat ki raani ne haye jannat ki raani ne hay aag laga di paani mein haay dhoodh se bhi hain ahaa gori baahen raat se bhi hain are kaali nigahen bol pindaliya kya kehne pehne bundon ke gehne bol pindaliya kya kehne pehne bundon ke gehne apna dilbar samajh liya hai tumko is begaani ne haye jannat ki raani ne hey aag laga di paani mein haye laal honth hani badami chehra kamar to dekho are chaand ka ghera husn dekh na lalchaiye mango tumko jo chahiye husn dekh na lalchaiye mango tumko jo chahiye aaj tumhe to dil ka tohfa bheja hai maharaani ne haye jannat ki raani ne hay aag laga di paani mein haye aag aur paani ke ye mele shola to leharon se khele machla ji nazaaron ka dhadka dil kinaaron ka machla ji nazaaron ka dhadka dil kinaaron ka pyaar ki daawat sab ko di hai masti
aage bhi jaane na tu peechhe bhi jaane na tu jo bhi hai bas yahi ik pal hai aage bhi jaane na tu peechhe bhi jaane na tu jo bhi hai bas yahi ik pal hai aage bhi jaane na tu anjaane saayo kaa raahon mein dera hai andekhi baahon ne hum sabko ghera hai ye pal ujala hai baaki andhera hai ye pal gavana na ye pal hi tera hai jeene waale soch le yahi waqt hai kar le poori aarzoo aage bhi jaane na tu peechhe bhi jaane na tu jo bhi hai bas yahi ik pal hai iss pal ke jalwon ne mehfil sanvari hai iss pal ki garmi ne dhadkan ubhari hai iss pal ke hone se duniya humari hai ye pal jo dekho to sadiyon pe bhaari hai jeene waale soch le yahi waqt hai kar le poori aarzoo aage bhi jaane na tu peechhe bhi jaane na tu jo bhi hai bas yahi ik pal hai aage bhi jaane na tu la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la lal la iss pal ke saaye mein apna thikana hai iss pal ke aage bhi har sheh fasana hai kal kisne dekha hai kal kisne jaana hai iss pal se
kyun aage peechhe dolte ho bhanwaron ki tarah kyun dekhte ho mujhko yun besabron ki tarah kyun aage peechhe dolte ho bhanwaron ki tarah kyun dekhte ho mujhko yun besabron ki tarah kya mere deewane ho nahin nahin kya koi parwaane ho nahin nahin kya mere deewane ho kya koi parwaane ho kaam kya hai mujhse itna keh do jee zara bol de pyaar hai khaamosh kyun hai khada hum agar hote to bol diyaa hota kyun aage peechhe dolte ho bhanwaron ki tarah kyun dekhte ho mujhko yun besabron ki tarah khidki pe meri kyun rakhte ho ankhiyaan karte ho kyun tum meri hi batiyaan karte ho kyun tum meri hi batiyaan khidki pe meri kyun rakhte ho ankhiyaan karte ho kyun tum meri hi batiyaan mere liye aate ho nahin to geet gungunaate ho na na mere liye aate ho geet gungunaate ho baat kya hai dil mein tumhaare tumko hi pata chhod de ye sharam tu paas usko bula hum agar hote to bula liya hota kyun aage peechhe dolte ho bhanwaron ki tarah kyun dekhte ho mujhko yun besabron ki tarah haathon mein
aagre se ghaghro manga de rasiya ki main to mela dekhan jaaungi aagre se ghaghro manga de rasiya ki main to mela dekhan jaaungi mela dekhan jaaungi re main to mela dekhan jaaungi mela dekhan jaaungi main to mela dekhan jaaungi aagre se ghaghro manga de rasiya ki main to mela dekhan jaaungi ghaghre ke upar saiyaan taaj ki tasveer ho ghaghre ke upar saiyaan taaj ki tasveer ho kinaare kinaare behta jamuna ji ka neer ho jamuna ji mein naiya hooooo jamuna ji mein naiya ho aur tujh jaisa khevaiya ho manga de rasiya ki main to mela dekhan jaungi aagre se ghaghro manga de rasiya ki main to mela dekhan jaungi champa jaaye chameli jaaye main kaise reh jaaungi champa jaaye chameli jaaye main kaise reh jaaungi pathala ke paas jalebi baith sadak pe khaaungi main to dekhun mela main to dekhun mela main to dekhun mela duniya dekhe mero ghaghro manga de rasiya ki main to mela dekhan jaungi aagre se ghaghro manga de rasiya ki main to mela dekhan jaungi dar mat chhaila nayo ghaghro
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aa Teri Tasveer Bana Loon Nadaan (1951) 03:50 15634
 
Poster of Nadaan (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
K Datta
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Dev Anand, Madhu Bala
Duration : 03:50   Song Number : 15634   

Aa Tu Aa Zara Dil Mein Aa Phoolon Ki Sej (1964) 04:41 16295
 
Poster of Phoolon Ki Sej (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Aadi Narayan Rao
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Vyjayantimala
Duration : 04:41   Song Number : 16295   

Aa Zara Mere Humnasheen Poonam (1981) 04:37 36276
 
Poster of Poonam (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 04:37   Song Number : 36276   

Aadat Kalyug (2005) 05:40 20694
 
Poster of Kalyug (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Atif
On Screen Actors- 
Emraan Hashmi
Duration : 05:40   Song Number : 20694   

Aadha Hai Chandrama Navrang (1959) 05:14 20011
 
Poster of Navrang (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Bharat Vyas
On Screen Actors- 
Sandhya, Mahipal
Raag- 
Malkauns
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:14   Song Number : 20011   

Aadhi Aadhi Raat Meri Dial 100 (1982) 05:24 38847
 
Poster of Dial 100 (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Bindiya Goswami, Vinod Mehra
Duration : 05:24   Song Number : 38847   

Aadhi Baat Ho Chuki Mahaan (1983) 05:48 18419
 
Poster of Mahaan (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anjan
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Parveen Babi
Duration : 05:48   Song Number : 18419   

Aadhi Sachchi Aadhi Fakira (1976) 05:09 32965
 
Poster of Fakira (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Shabana Azmi
Duration : 05:09   Song Number : 32965   

Aadhi Ye Raat Jale Jeene Ki Arzoo (1981) 10:25 38330
 
Poster of Jeene Ki Arzoo (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Bindiya Goswami
Duration : 10:25   Song Number : 38330   

Aadmi Jo Kehtaa Hai, Aadmi Jo Suntaa Hai Majboor (1974) 03:50 13665
 
Poster of Majboor (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 03:50   Song Number : 13665   

Aadmi Musafir Hai (Happy) Apnapan (1977) 07:05 20012
 
Poster of Apnapan (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jeetendra, Reena Roy, Sulakshana Pandit
Duration : 07:05   Song Number : 20012   

Aadmi Sadak Ka Aadmi Sadak Ka (1977) 04:51 38331
 
Poster of Aadmi Sadak Ka (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 04:51   Song Number : 38331   

Aadmi Wo Hai Jo Beti Bete (1964) 04:05 12888
 
Poster of Beti Bete (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mahamood
Duration : 04:05   Song Number : 12888   

Aadmi Zindagi Vishwatma (1992) 04:47 32162
 
Poster of Vishwatma (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Viju Shah
Singer- 
Mohammad Aziz
On Screen Actors- 
Suny Deol, Various
Duration : 04:47   Song Number : 32162   

Aafat Liger (2022) 02:46 13800
 
Poster of Liger (2022)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2022
Lyricist
Rashmi Virag
Music Director- 
Tanishk Bagchi
On Screen Actors- 
Vijay Deverakonda, Ananya Panday
Duration : 02:46   Song Number : 13800   

Aag Hai Lagi Huyi Swarg Narak (1978) 06:00 18373
 
Poster of Swarg Narak (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 06:00   Song Number : 18373   

Aag Laga Di Paani Mein Agent 009 (1980) 04:40 36416
 
Poster of Agent 009 (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Varma Malik
Music Director- 
Sonik-Omi
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vijendra Mittal, Rehana Sultan
Duration : 04:40   Song Number : 36416   

Aage Bhi Jaane Na Tu Waqt (1965) 07:33 20013
 
Poster of Waqt (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Sadhana
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 07:33   Song Number : 20013   

Aage Peechhe Golmaal (Fun Unlimited) (2006) 03:45 18797
 
Poster of Golmaal (Fun Unlimited) (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Vishal Dadlani, Kumar
Music Director- 
Vishal Shekhar
Singer- 
Shekhar, Sneha Pant
On Screen Actors- 
Paresh Rawal, Sushmita Mukherji
Duration : 03:45   Song Number : 18797   

Aagre Se Ghaghro Manga Chor Machaye Shor (1974) 05:11 39604
 
Poster of Chor Machaye Shor (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravinder Jain
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Mumtaz
Duration : 05:11   Song Number : 39604